Jisay apnay honay pay naaz tha
Wahi apni zaat say door ha....
Wahan baybasi ki hain talhiyan
Jahan khwahishun ka saroor tha
Hain andhairay us knaseeb main
Kabi jis ki ankhun main noor tha
Sabi us ki dharknain chin gaeen
Jisay apnay dil pay ghroor thaa